Sunday, March 29, 2015

Ahadees e Mubaraka 216 - Abu Dawood Shareef & Tirmizi Shareef

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


Hazrat Abu Bakar Siddique رضي الله عنه se riwayat hai Maine RasoolAllah ﷺ ko irshad farmate suna "Jabh logon ka yeh haal ho jaye ke woh buraai dekhe aur usse rokne ki koshish na karey, zalim ko zulm karte paaye aur uska haath na pakrein to Qareeb hai ke Allah ﷻ Apne azaab mein subko mubtila kar dega,

Allah ki kasam! tum per lazim hai ke bhalai ka Hukm do aur burai se roko! Warna Allah ﷻ tum pe aise logon ko Mussallat kar dega jo tum mein se bad-tareen hoge aur wo tumko sakht takleef denge. Phir tumhare Neik log Allah se Duaein mangenge magar wo qubool na hogi."

# Abu Dawood Shareef 4338,
# Tirmizi Shareef 2168.
 

0 comments:

Post a Comment