Sunday, March 29, 2015

Mea'raj Ka Tohfa Namaaz 215 - Namaaz mein makrooh e tanzeehi kya hai aur aise kaam karne se kya asar padhta hai

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


 Namaaz mein makrooh e tanzeehi kya hai aur aise kaam karne se kya asar padhta hai.

 Sajde mein jaate waqt ghootne se pehle haath zameen par rakhna aur uthte waqt haath se pehle ghootne uthana.
 Sajde mein ungliyo ko qible se phair dena, ruku mein sar ko peeth se uncha ya nicha karna.
 Koi majboori na ho phir bhi deewar ya kisi cheez se tek lagana haalate qiyam mein dono taraf jhumna.
 Namaaz mein aankhein band rakhna makrooh hai, agar khuli rakhne mein dil nahi jamta band karne mein khushu milta hai to harj nahi.
 


NA KARO BURA
NA KARNE DO KABHI
YEH HUZOOR ﷺ KI SUNNAT
PAR AMAL KARO SABHI
 
This entry was posted in

0 comments:

Post a Comment