Thursday, March 19, 2015

Fatawa e Razviya Shareef 71

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ

Fatawa e Razviya Shareef

Masla - Kisi Musalman Aurat Ka Nikah Kisi Bad-Aqeeda (Wahabi, Deobandi, Ghair Muqallid Wagairah) Se Kar Diya Gaya to Uss Aurat Par Farz Hai Ki Fauran Uss Se Juda Ho Jaye, Aur Talaaq Ki Bhi zarurat Nahee Hai Kyonki Nikah Hi Nahi Hua Tha.

# Fatawa e Razviya Shareef Jild 21. Safah 281

Sabaq:

Aaj Kal Baaz Log Apni Bahen Beti Ki Shadi Aise Bad-Aqeeda logo Se Karte hai. Iss Baat Ka Hame Khub Ahtiyaat Rakhna Chahiye Ke Larka Sunni Sahi ul Aqeeda Ho.

0 comments:

Post a Comment