بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Salaam phairne ki sunnatein.
"As salaamu alaikum warahmatullah" in alfaaz ke saath do baar salaam phairna. Pehle sidhi fir ulti taraf munh phairna.
Imam ke liye dono salaam unchi aawaaz se kehna.
Imam ne jaise hi salaam kaha kehte hi namaaz se bahar ho gaya iske baad agar koi jamaat mein samil huwa to iqtida sahih nahi huwi.
Imam aur muqtadi dono apne dono taraf ke logon ki aur kiraamin kaatibin ki niyyat karey.

0 comments:
Post a Comment