Saturday, March 28, 2015

Mea'raj Ka Tohfa Namaaz. 203

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 

Mea'raj Ka Tohfa Namaaz.

Namaaz ke makroohat e tehreemiyah kya hai aur isse namaaz par kya asar padhta hai.?

Woh kaam jo haalat e namaaz mein karna mana hai aur jinke karne se namaaz makrooh e tehreemi hogi.

Jo namaaz makrooh e tehreemi hoti hai uska eiadah waajib hai, yaani uss namaaz ko dobara padhna waajib hai.


Jin kaamo ko jaan bujh kar karne se namaaz makrooh e tehreemi hoti hai sajda e sahw marne se namaaz durust na hogi bal ke namaaz ko phir se padhna waajib hai.
This entry was posted in

0 comments:

Post a Comment