Sunday, March 29, 2015

Mea'raj Ka Tohfa Namaaz 213 - Namaaz mein makrooh e tanzeehi kya hai aur aise kaam karne se kya asar padhta hai

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


 Namaaz mein makrooh e tanzeehi kya hai aur aise kaam karne se kya asar padhta hai.

Haalat e namaaz mein woh kaam karna jo shar'an na pasandeeda hai, in kaamon ke karne ke bawajood bhi namaaz ho jaaegi aur sajda e sahw karne ya namaaz dohraane ki zarurat nahi kyuke in kaamo ki wajah se farz ya waajib choot'ta nahi.

Iss fail ke karne se gunah nahi lekin namaaz ke sawab me kami ho jati hai. Kal se In Sha Allah iss talluq se message post kiye jaaege.
 
This entry was posted in

0 comments:

Post a Comment