بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Namaaz mein makrooh e tanzeehi kya hai aur aise kaam karne se kya asar padhta hai.
Ruku, sajda mein teen (3) tasbeeh se kam padhna, jaldi jaldi ruku aur sajda karna agar waqt ki kami hai ya train nikal jane ka dar ho to kam padh sakte hai, ya muqtadi ne teen (3) tasbeeh na padhi aur imam ne sar utha liya to imam ka sath de.
Peshani se dhool chudana makrooh hai agar taklif deh ho ya unki wajah se khayal bat'ta hai to chuda lein.
Farz ki ek hi rakat mein kisi aayat ko bar bar padhna ya kisi surah ko bar bar padhna makrooh hai aur ek hi surah yaad ho to makrooh nahi.

0 comments:
Post a Comment