بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Shaan e Imaam e Azam
Hazrat Imaam e Azam رضي
الله عنه Ek Baar Bazaar Se Guzar Rahe thhe Ke Nakhun Bhar Kichad Ud Kar
Aap Ke Libaas Par Aa Padi Aap Ussi Waqt Dazla Ke Kinare gaye Aur Mitti Ko Khub
Mal Kar Dhoya
Logo Ne Kaha Huzur ! Aap to Iske barabar
Nazasat Ko to Kapde Par Jaeez Batate Hai Aur Khud Itni Si Mitti Ko Dhote Hai
Aap Ne Farmaya: Tum Sach Kehte Ho
Magar Wo Fatwa Hai Aur Ye Takwa Hai
# Tazkiratul Awliya
Page No. 259
SubhanAllah SubhanAllah Kya Shaan Hai Hamare
Imaam e Azam Ki
0 comments:
Post a Comment