Saturday, April 4, 2015

Bad Mazhabo se Rishtey 295

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 



Hazrat Abu Huraira رضي الله عنه se riwayat farmate hai Rehmat e Alaam ﷺ ne hukm farmaaya, Badmazhab agar beemar pade toh inki ayaadat na karo agar mar jaaye to inke janaaze mein shareek na ho, unse mulaaqaat ho toh unhe salam na karo, unke sath na betho, unke saath paani na piyo, unke saath khana na khao, unke saath shadi biyaah na karo, unke janaze ki namaz na padho aur unke saath namaz na padho.
# Muslim Shareef.

Note:- Is Hadees Shareef ko Abu Dawood ne Hazrat ibn e Umar se aur ibn e maaja ne Hazrat Jaabir se aur Aqeel o ibn e Habbaan ne Hazrat Anas se riwaayat kiya. رضي الله عنه 


 HAI WOH NABIYO KE NABI
UNKI SHAAN HAI SABSE UNCHI
HAI WOH HABEEB E KHUDA
UNSE KALIMA BHI HAI JUDA
 

0 comments:

Post a Comment