بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶ Khaane me aeib na batana chahiye na ye kehna chahiye ke bura hai, RasoolAllahﷺ ne kabhi khaane ko aeib na lagaya agar pasand aaya to tanawul farmaya warna na khaya .
▶ Raasta aur bazaaar mein khaana makrooh hai .
▶ Khaane ke baad ungliyan chaat le unmein jhootha na laga rehne de .
▶ Dost ke ghar gaya jo cheez paki huwi mili khud lekar khaali ya uske baagh mein gaya aur phal tor kar khaliye agar maloom hai ki ussey nagaawaar na hoga to khana jaaez hai.

0 comments:
Post a Comment