بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Irshaad e Khudawandi hai, "Aur agar shaitaan tum ko bhulaade toh yaad aane ke baad zaalim qaum ke paas na baitho."
# Para-7, Rukoo-14.
Aur Khuda e Ta'ala irshaad farmata hai, "Aur zaalimon ki taraf maayel na ho ke tumhe (jahannum ki) aag chhuyegi."
# Para-12, Rukoo-10.
Aur badmazhabo ke baare mein Nabi e Kareem ﷺ ki panch hadeese aap pehle padh chuke hai. Iss muqaam par muslim shareef ki ek hadees aur padhe, Sarkar e Aqdas ﷺ ne farmaaya,un se dur raho aur unhein apne se dur rakho, kahi woh tumhe Gumraah na karde, kahi woh tumhe fitna mein na daal de.
To be contd.....

0 comments:
Post a Comment