Saturday, April 4, 2015

Islami Akhlaak o Ada'ab, Bahar e Shari'at 301- An Ideal Life Of A Muslim

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


▶ Jab ladke aur ladki ki umr 10 saal ki hojae to un ko alag alag sulana chahiye yaani ladka jab itna bada hojaae apni maa ya behan ya kisi aurat ke saath na soe sirf apni zauja ya baandi ke saath so sakta hai balke is umr ka ladka itne bade ladko ya mardo'n ke saath bhi na soe.

▶ Baa'z jawan aurten apne peero'n ke haath paaun dabati hain aur baa'z peer apni mureedah se hath paaun dabwaate hain aur un me aksar dono ya ek hadde shehwat me hota hai aesa karna na jaaez hai aur dono gunahgar hain .
 

0 comments:

Post a Comment