بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶ Huzoor ﷺ ke raaste par nahi.
Jo log ke Musalmaanon ko fitnon mein padte huwe dekh rahe hai ke woh bad mazhabon aur murtaddon ke yahaan Shaadi biyaah karke Gumraah wa murtad ho rahe hain aur Allah ﷻ o Rasool ﷺ ki baargaah ke gustaakh ban rahe hai, magar woh log qudrat ke bawajood awaam mein maqbooliyat haasil karne, zyada se zyada aamdani hone ya aur kisi mafaad ke pesh e nazar khaamosh rehte hain aur aisi zabardast Buraayi ke jis se log kufr wa irtedaad mein mubtala ho jate hai, manaa nahin karte woh yaqeenan Huzoor Sayyed e Aalam ﷺ ke raaste par nahi hai, jaisa ke Tirmizi Shareef mein Hazrat Ibn e Abbas رضي الله عنه se Hadees Shareef marwi hai ke khud Nabi e Kareem ﷺ irshaad farmaate hai "Jo Musalmaan hamaare chhoton par meharbaani na kare, hamare badon ki taazeem na kare, acchi baat ka hukm na de aur boori baat se na roke woh hamare raaste par nahin. #Mishkaat Shareef, safha 423.
Aur aise log naayeb e Rasool nahi sirf naam ke aalim hai. is liye ke Rasool ﷺ logon ko Gumraahi wa bad mazhabi se bachaane aur inko saheeh raaste par chalaane ki fikr mein din raat laga rehta hai. lihaaza jo aalim inke naqsh e qadam par chale aur inka raasta ikhteyaar kare wohi naayeb e Rasool hai warna na duniya kamaane ke liye woh sirf naam ka aalim hai.
To be contd...
fb.me/kanzul.imaan.group
BURAYI KARNA BURA HOTA HAI
LEKIN BURA DEKHNE
AUR SUNNE WALA
KAHA ACCHA HOTA HAI

0 comments:
Post a Comment