بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Hazrat e Abu Saeed Kudri رضي الله عنه riwayat farmate haiñ, Huzoor ﷺ irshad farmate haiñ tumme se jo buraai hoti dekhe to usse chahiye ke haath ki taakat se roke, agar aisi taakat na ho to zabaan se roke, aur iski bhi taakat na ho to dil se bura jaane, aur yeh Imaan ka sabse kamzoor darja hai.
# Muslim Shareef.
fb.me/kanzul.imaan.group

0 comments:
Post a Comment