بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶ Wahaabi gair muqallid.
Yeh giroh apne aap ko ahl e hadees kehlata hai jo wahaabiyon devbandiyon ki ek shaakh hai. inke tamaam kufriyaat mein shareek hai aur yeh log Hazrat Imaam e Aazam Abu Haneefa aur Hazrat Imaam Shaafa'i wagaira Aimma e deen رضي الله عنهم ko bura bhala kehte hai.
Aur in logon ka ek aqeeda yeh bhi hai ke Hazrat Gaus e Aazam Sheikh Abdul Qaadir Jeelaani, Hazrat Khwaaja Moinuddin Ajmeri, Hazrat Qutbuddin Bakhtiyaar kaaki, Hazrat Fareeduddin Ganj Shakar, Hazrat Mehboob e Ilaahi Nizaamuddin Auliya, Hazrat Makhdoom Ashraf Jahangeer Samnaani kachauchwi, Hazrat Imaam Rabbaani Sheikh Ahmed Sarhindi Mujaddid alf e saani, Hazrat Sheikh Abdul Haq Mohaddis e dehalvi Bukhari aur Hazrat Makhdoom Maahimi wagaira saare buzurgaan e deen ﺭَﺣْﻤَﺔُ ﺍﻟﻠﻪِِ ﺗَﻌَﺎﻟٰﻰ ﻋَﻠَﻴْﻪ Gumraah wa bad mazhab the, isliye ke yeh sab ke sab muqallid the aur kisi Imam ki taqleed inke (wahaabi gair muqallidon ke) nazdeek Gumraahi wa bad mazhabi hai. Ma'azAllah
To be contd...
fb.me/kanzul.imaan.group
HAR DIL MEIÑ RAHE
HUZOOR ﷺ KI BAAT
HAR KAAM HAMARA
HO SUNNATOÑ KE SAATH
HAR MAUKE PAR SUNNAT
NIBHAYA KARO
RAAT KO SONE SE PEHLE
YEH PADHA KARO

0 comments:
Post a Comment