بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶Hazrat Muhammed ﷺ ke alawa dusre Nabiyo ko kisi khas quam ke liye bheja gaya aur Huzoor ﷺ ko tamaam Makhluk, Insan, Jinn, Haiwanaat, Firishte aur Jamadat ke liye bheja gaya jiss tarah insan ke zimme Huzoor ﷺ ki ita'at jaruri hai ussi tarah har makhluk par Sarkar ﷺ ki farmabardari farz hai
▶Huzoor ﷺ khatamun Nabiyyin hai Allah ﷻ ne nabuwwat ka silsila huzoor ﷺ par khatm kar diya Sarkar ﷺ ke zahiri hayat ke zamane mai ya unke zahiri hayaat ke baad wale zamane mai koi nabi nahi ho sakta jo koi Huzoor ﷺ ke zahiri hayat ke zamane mai ya usske baad kisi ko nabuwwat milna maane ya jaeez samje wo kafir hai
fb.me/kanzul.imaan.group

0 comments:
Post a Comment