بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
⏩ Qayamat ka Aagaz.
Issi tarah doosri sazaeiñ hongi inn musibato mein koi puchne wala na hoga bhai bhai se bhagta hoga, maa-baap aulad se picha churaenge, har ek apni musibat mein giraftar hoga koi kisi ka madadgar na hoga.
Allah Ta'ala ka azab bahot sakht hoga aur logo ko hazaro musibat ka samna hoga aur ye musibate 2 - 4 din ya 2 - 4 mahino ki nahi hogi balki qayamat ka din pachaas (50) hazar saal ka hoga.
Hashr ke aadhe din log issi tarah musibato mein rehte huwe apne liye kisi sifarishi ki talash karenge ke woh khudaye zul-jalaal ke samne unki shafa'at kar sake.
Log musibat ke maare sab Ambiya علیہ السلام ke paas jayenge ke wo sifarish kar de magar koi sifarish naa karenge aakhir mein log Isaa علیہ السلام ke paas jaaenge to wo farmayenge ke tum unke paas jaao jo shafa'at ka darwaza kholenge jinhe koi khauf nahi jo taman Adam ki aulad ke Sardar hai aur wahi khataman-Nabiyyinn hai.
fb.me/kanzul.imaan.group

0 comments:
Post a Comment