Sunday, April 5, 2015

Islami Akhlaak o Ada'ab, Bahar e Shari'at 329 - An Ideal Life Of A Muslim

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


▶ Musalmano mein yeh dastoor hai ke Qurane Majeed padhte waqt agar uth kar kahin jaate hai to band kar dete hai khula huwa chhod kar nahi jaate ye adab ki baat hai magar kuch logoñ mein mashhoor hai ke agar khula huwa chhod diya jaaega to shaitaan padhega iski asl nahi hai.
▶ Qurane Majeed ke aadaab mein ye bhi hai ke uski taraf peeth na ki jaaye na paun phailaye jaaen na paaun ko usse ooncha karen na ye ke khud oonchi jagah par ho aur Qurane Majeed neeche.

fb.me/kanzul.imaan.group
 

0 comments:

Post a Comment