بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶ Kuch log salam ke jawab me haath ya sar se ishara kardete hain balke kuch log aankho ke ishare se jawab dete hain yun jawab nahi hua unn ko munh se jawab dena wajib hai.
▶ Kuch log salam karte waqt jhuk bhi jaate hain ye jhukna agar hadde ruku tak ho to haram hai aur is se kam ho to makrooh hai.
▶ Musafha karna sunnat hai Ahadees me iss ki badi fazeelat aayi hai, ek hadees me hai jisne apne musalman bhai se musafha kiya aur haath ko harkat di uss ke tamam gunah gir jaenge jitni baar mulaqat ho har baar musafha karna mustahab hai.

0 comments:
Post a Comment