بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶ Agar koi safar ke tukde karte huwe safar kare aur un tukdon mein koi bhi tukda 92.54km ka nahi to chaahe phir woh kayi sau (100) km ka safar kare woh musafir nahi hoga.
▶ Jaise koi apne shehair se chala 75km aur ek shehair mein ek din ke liye ruka apna kaam kiya, phir wahan se 80km durr doosre shehair mein ruka wahan apna kaam kiya issi tarah hazaaron km bhi safar kiya to wo musafir nahi hai, chahey hazaaron km is tarah ghume. Woh shakhs musafir ke hukm mein nahi hai aur namaaz bhi poori hi padhega.
# Juzya maakhz az gunniya
# Bahaar e Shari'at

0 comments:
Post a Comment