بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Masbuq muqtadi ki namaaz aur sajda e sahw.
Imam par sajda e sahw waajib na tha aur usne bhool kar sajda e sahw kiya, to imam aur woh muqtadi jinki koi rakat choothi na ho unki namaaz hojaaegi. Lekin masbuq muqtadi jiski kuch rakaatein choothi uski namaaz na hogi aur woh masbuq muqtadi jo sajda e sahw ke baad shamil huwa namaaz mein uski bhi namaaz na hogi.
Aakhiri qaide mein aisa laga ke yeh pehle qaida hai aur khada hogaya to fauran qaide mein baith jaaye aur fauran attahiyaat padhe bagair hi sajda e sahw karey aur sajda e sahw ke baad atthaiyaat darood shareef dua e masoora padh kar salaam phere.

0 comments:
Post a Comment