بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Musafir ki namaaz ke masail.
Musaafir par waajib hai ke woh chaar (4) rakat farz wali namaaz ko do (2) rakat padhe, Agar zyada sawab ki niyyat se poori chaar (4) padhega to gunahgaar hoga azaab ka haqdaar hoga.
Jis par shar'an namaaz qasr hai aur usne bekhabri ki wajah se poori padhi to woh namaaz waajib ul iyada hai phirse padhe.
Sirf zohar, asar, isha ki farz qasr hai magribh aur fajr ki farzon mein qasr nahi poori padhe aur sunnaton mein bhi qasr nahi.

0 comments:
Post a Comment