Wednesday, April 1, 2015

Mea'raj Ka Tohfa Namaaz 234 - Musafir ki namaaz ke masail

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


⏩ Musafir ki namaaz ke masail.

▶ Agar kisi jagah jaane ke do (2) raaste hai, ek raste se jaao to 92.54 km hote hai aur doosre raste jaao to usse kam hota hai, to jiss raste jaaega ussi raaste ke hisab se hukm hoga.
▶ Agar pehle wale raste se gaye to musafir aur agar doosre wale raste se gaye to musafir nahi honge.
▶ 92.54 km ki musaafat (distance) musalsal ( non stop ) taay karne se hi musafir hota hai.
 
This entry was posted in

0 comments:

Post a Comment