Wednesday, April 1, 2015

Mea'raj Ka Tohfa Namaaz 235 - Musafir ki namaaz ke masail

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


⏩ Musafir ki namaaz ke masail.

▶ 92.54 km. ya usse zyada doori (distance) ke safar ke iraade se nikalne wala apne shehar (city) ki aabadi se bahar hote hi uspar musafir ke ahkaam lag jayenge. Aur apne shehar ki aabadi se nikal kar woh qasr namaaz padhega.
▶ Aur jahan jaa raha hai wahan 15 din se kam thehairne ka irada hai to musafir hai. Aur 15 din ya usse zyada ka iraada hai to wahan ki aabaadi aate hi wo muqeem ho jaaega matlab namaaz poori padhega.
⏩ KHAAS NOTE
▶Agar 92.54 km ke iraade se safar kare to saare raste woh qasr hi padhega chahe apni manzil par pahuchne ke baad 15 din ka irada ho ya usse kam ka ho.

 
This entry was posted in

0 comments:

Post a Comment