بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
⏩ Musafir ki namaaz ke masail.
▶ Watan do (2) kism ke hote hai
1⃣ Watan e Asli.
2⃣Watan e Iqaamat.
▶ Watan e asli matlab woh jagah jahan uski paidaaish huwi, ya uske ghar ke log, biwi bacche ho jahan mustaqil (permanent) taur par rehte ho aur jahan usne hamesha rehta ho aur yeh iraada hai ke issi jagah hamesa rahunga aur yahan se na jaunga.
▶ Watan e iqaamat matlab woh jagah ke jahan musafir ne 15 din ya usse zyada din thehairne ka irada kiya ho.
▶ Agar kisi ki 2 biwiyan alag alag city mein permanent rehti ho to woh dono shehair uske liye watan e asli hai un jagahon par pahuchte hi wo muqeem ho jayega aur namaaz poori padhega.
# Radd ul Mohtaar
# Bahaar e Shari'at

0 comments:
Post a Comment