بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
⏩ Namaaz ko qasdan chordh dena aur qaza karne ke masail.
▶ Agar niyyat mein lafz e qazaa kehna bhooll gaya to aulma tashreeh farmate hai, qaza ba niyyat e adaa aur adaa ba niyyat e qaza dono sahih hai.
# Fatawa Razwiya Shareef Jild 8, Safah 161.
▶ Qaza namaaz nafl namaazon se ba darja ula ahem hai, jabh bhi nafl padhta ho to nafl na padh kar uske badle qaza namaaz padhe ke bari uz zimma ho jaye.
▶ Taraweeh aur sunnat e muakkadah namaaz hargiz na chordhein.
▶ Fajar aur asr ki namaaz ke baad tamam nafl namaaz ada karna makrooh e tehreemi hai jaise, Tahiyatul masjid, Mannat ki namaaz, Tawaaf ki namaaz, shuru ki phir tod di, aisi namaaz chahein wo fajr aur asar ki sunnatein hi kyon na ho.
# Durre Mukhtaar, Jild 1, Safah 61.
▶ Qaza namaaz ke liye koi waqt muta'yan nahi zindagi mein jabh chahey padhe. Lekin tulu, gurub, zawaal inn teeno waqton mein nahi padh sakta ke inn waqton mein namaaz padhna jaaiz nahi hai.

0 comments:
Post a Comment