Sunday, May 31, 2015

Tarjuma e Kanzul Imaan wa Tafseer e Khazaain ul Irfaan # 412

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 
ﷺ


Surah Baqrah Shareef
Ayat No. 98

▶ Tarjuma - Allah ke naam se shuru jo bahut meharban Rehmat wala.
▶ Jo koi Dushman ho Allah aur Uske Farishton aur uske Rasooloñ aur Jibraeel aur Mikaeel ka to Allah Dushman hai kaafiro ka

▶ Tafseer
▶ Isse maloom huwa ki Ambiya wa Malaika ki adawat kufr aur gazabe Ilahi ka sabab hai aur mahboobane Haq se dushmani Khuda se dushmani karna hai.

▶Note-: Quraan e paak ke tarjume ko bagair wazu na chhue, Parh sakte hai.

fb.me/kanzul.imaan.group
 

0 comments:

Post a Comment