بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶Note-: Quraan e paak ke tarjume ko bagair wazu na chhue, Parh sakte hai.
Contd. post #440.
Surah Baqrah Shareef
Ayat No. 129
▶ Tarjuma - Allah ke naam se shuru jo bahut meharban Rehmat wala.
2⃣ Ek Rasool unhi mein se ki un par teri Aayate Tilawat farmaye aur unheiñ teri kitaab.
3⃣ Aur pukhta Ilm sikhaye.
4⃣ Aur unheiñ khoob suthra farma de beshak Tu hi hai Gaailb Hikmat wala.
▶ Tafseer
2⃣ Is Kitaab se Quraane paak aur iski taalim se iske haqaeek wa maani ka sikhna muraad hai.
3⃣ Hiqmat ke maana mein bahot aqwal hain Baaz ke nazdeeq hiqmat se fiqah muraad hai, Katada ka qaul hain ki Hiqmat Sunnat ka naam hai, Baaz kehte hai ki Hiqmat Ilme Ehkaam ko kehte hain, khulasa ye hai ki Hiqmat Ilme Asraar hai.
4⃣ Suthra karne ke yeh maana hain ki Louhe Nufoos wa arwah ko qudraat se paak karke hijab uthawe aur Aaina e Iste’adaad ki jilaa farma kar unhe is kaabil kar de ki unmein Haqaeeq ki jalwagari ho sake.
fb.me/kanzul.imaan.group

0 comments:
Post a Comment