بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶ Mubah kar dene se zakat adaa na hogi maslan fakeer ko zakat ki niyyat se khaana khila diya to zakat na hogi issliye ki yeh malik kar dena na huwa haa agar khaana de de ki chahe khaaye ya le jaaye to adaa ho gayi yuh hi zakat ki niyyat se kapda de diya to adaa ho gayi.
▶ Malik karne mein bhi yeh zaruri hai ki aise ko zakat do jo kabza karna jaanta ho yani aisa na ho jo fek de ya dhoka khaaye nahi to adaa na hogi jaise chote bacche ya pagal ko zakat dene se adaa na hogi jis bacche ko itni akl na ho toh usski taraf se usska baap jo fakeer ho woh kabza kare ya woh jiski nigraani mein hai woh kabza kare.
# Qanoon e shari'at Safah no. 220-221
fb.me/kanzul.imaan.group
http://kanzulimaan.blogspot.in

0 comments:
Post a Comment