بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllahﷺ
▶Note-: Quraan e paak ke Tarjume ko bagair wazu na chhue, Parh sakte hai.
Cont'd Post #480.
Surah Baqrah Shareef.
Aayat No. 173.
▶ Tarjuma - Allah ke naam se shuru jo bahut meharban Rehmat wala.
Aur wo jaanwar jo gaire khuda ka Naam lekar Zabah kiya gaya.
To jo Naachaar ho Na yuñ ki khwahish se khaaye aur na yuñ ki zarurat se aage badhe to us par gunah nahi beshak Allah bakshne wala meherbaan hai.
▶ Tafseer
Masla- Jis jaanwar par waqte zabah gair e Khuda ka naam liya jaaye khwah tanha ya Khuda ke naam ke saath atf se mila kar woh Haraam hai.
▶ Masla- Agar naam e Khuda ke saath gair ka naam baghair atf milaya to makrooh hai.
▶ Masla – Agar zabah ke waqt Allah ke naam par kiya aur uske qabl ya baad Gair ka naam liye maslan ye kaha ki aqeeqah ka bakra walima ka dumba ya jiski taraf se wo zabeeha hai ussi ka naam liya ya jin Auliya ke liye isaale sawaab manzoor hai unka naam liya to yeh jayaz hai isme kuch harj nahi (#Tafseer Ahmedi )
5⃣ Muztar wo hai jo Haraam cheez ke par majboor ho aur usko na khaane se khaufe jaan ho khwaah shiddat ki bhook ya naadari ki wajah se jaan par ban jaye aur koi halaal cheez haath na aaye ya koi shaksh haraam ke khaane par jabr karta ho aur usse jaan ka andesha ho aisi haalat mein jaan bachane ke liye Haraam cheez ka qadre zarurat yaan itna khaa lena jayaz hain ki khaufe halakat na rahe.

0 comments:
Post a Comment