Tarjuma e Kanzul Imaan wa Tafseer e Khazaain ul Irfaan # 484.
بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶Note-: Quraan e paak ke Tarjume ko bagair wazu na chhue, Parh sakte hai.
Surah Baqrah Shareef.
Aayat No. 177.
▶ Tarjuma - Allah ke naam se shuru jo bahut meharban Rehmat wala.
1⃣ Kuch asal neki ye nahi ki muñh mashriq ya maghrib ki taraf karo.
▶ Tafseer
1⃣ Shaane Nuzool ye Aayat yahood wa nasaara ke haq mein Naazil huwi kyu ki yahood ne Bait ul Muqaddas ke mashriq ko aur nasaara ne uske maghrib ko qibla bana rakha tha aur har fareeq ka gumaan tha ki sirf is qibla hi ki taraf muñh karna kaafi hai is Aayat mein unka radd farma diya gaya ki Baitul Muqaddas ka Qibla hona mansukh ho gaya. (#Madarik) Mufassireen ka ek qaul yeh bhi hai ki yeh khitaab Ahle kitaab aur momineen sabko aam hai aur maana yeh hai ki sirf ruu ba-qibla hona asal neki nahi jabh tak aqaaid durust na ho aur dil ikhlaas ke saath Rabb e Qibla ki taraf Mutawajjeh na ho.
〰 To Be Contd.................

0 comments:
Post a Comment