Sunday, March 29, 2015

Ahadees e Mubaraka 206

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


Sayyed e Aalam ﷺ irshad farmate haiñ jo munh par tamaancha maare aur girebaan pharray aur jahiliyyat ka pukarna pukare (noha kare, wavela wa museebata ya'ani: haey museebat keh kar chillana) wo Hum se nahi.

# Sahih Bukhari Shareef, Jild 1, Safha 439, Hadees 1297.
 

0 comments:

Post a Comment