بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Safar e Me'araj Ke Mauke Par Huzoor e Akram Nabi e Kareem ﷺ Ne Ek Qaum Ka Mulahiza Kiya. Ek Badnaseeb Qaum Sakth Takleef Me Mubtila Hai Unke Saron Ko Badey Badey Wazni Pattharo Ae Kuchla Jaata Hai, Udhar Sur Kuchal Gaya Idhar Fauran Sahi Saalim Ho Gaya Phir Kuchal Diya Gaya. Unki Haalat Ba Dastoor Yahi Rehti Hai. Rehmat e Aalam ﷺ Ne Farmaya " Aye Jibrail Yeh Kaun BadNaseeb Log Hai.? Arz kiye Yaa RasoolAllah ﷺ Yeh Woh Log Hai Jinke Sur Allah Ki Bargaah Me Nahi Jhuke.
Allahu Akbar
# Majma Azvaid' Man Fil Israa Hadees No. 235.
Jo Musalmaan Panj Waqta Namaz Pabandi Se Unke Waqton Par Nahi Adaa Karte Unhein Iss Tarah Ka Azaab Diya Jaaega.
0 comments:
Post a Comment