بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Sajda e sahw ke kuch masail.
Farz aur nafl dono namaazo mein sajda e sahw waajib hone ka ek hi hukm hai, Nafl mein bhi waajib chootte to sajda e sahw waajib hai.
Tadeel e arkaan jaise qauma, jalsa, bhool jaane se bhi sajda e sahw waajib hota hai.
Agar ek namaaz mein ek se zyada waajib chootte to bhi ek hi sajda e sahw kaafi hai.

0 comments:
Post a Comment