بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
KHANA E KAABA KO DEKHNA
Sarkaar e Khwaja Ne Hadees e Paak Ki Roshni Mai Irshad Farmaya Ke Khana e Kaaba Ki Taraf Dekhna Bhi Ibadat hai
Rasool e Akram ﷺ Ne Khud Iska Sawab Bayaan Farmaya hai
Farmate Hai Ke jo Shakhs Dili Khulus Aur Ahteraam Ke Sath Khana e Kaaba Ki Ziyarat Karega Wo Ibadat Mai Shumaar Hoga Uss Ki Ziyarat Ke Badle 1000 Saal Ki Ibadat Aur Hajj e Maqbul Ka Sawab Uss Ke Naama e Aamal Mai Likha Jayega Aur Usse Awliya Ke Jumre Mai Shumaar Kiya jayega
SubhanAllah SubhanAllah
[ Sirat e Khwaja Ghareeb Nawaz رضي الله عنه Page No.452 ]
0 comments:
Post a Comment