بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Book - TAMHEED E IMAAN
PEHLUDAAR BAAT DEEN ME TA'ANA:
Part 2/2
Jab pehludaar baat Deen mein ta’ana huwi to
“sareeh wa saaf kitna sakht ta’ana” hogi. Balke insaaf kijiye to un baaton mein
ka sareeh bhi in kalmaat ki shana’at ( buraayi) ko nahin pahonchta.
Behra hone ki dua ya raoonat ya bakriyaan
charaane ki taraf nisbat ko in alfaaz se kya nisbat? ke “shaitaan se ilm mein
kamtar” ya “paagalon chaopaayon se ilm mein humsar” aur KHUDA ki nisbat hai ki
woh “jhoota hai, jhoot bolta” hai. Aur Jo use jhoota bataaye Musalmaan Sunni
Suaaleh hai.
Wal ayaaz billaahi Rabbil Aalameen.
HASAD AUR DOKHE SE
KOI AAGE NAHI BADHTA
GHALAT RAASTA APNAANE SE
ALLAH
RAAZI NAHI HOTA
HAR KAAM IMAANDARI KE SAATH KARO
HAR DIN HAR WAQT ALLAH SE DARO
0 comments:
Post a Comment