بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶ Ek shaks ko doosre ka maal churate dekha hai magar maalik ko khabar
deta hai to chor us par zulm karega to khamosh hojae aur yeh andesha na ho to
khabar karde.
▶ Jisne kisi ko bura kaam karte dekha aur khud yeh bhi us burey kaam ko
karta hai to us burey kaam se mana karde kyuke uske zimmey do (2) cheezeiñ
waajib hai burey kaam ko chorna aur doosre ko burey kaam se mana karna, agar ek
waajib ka tariq hai to doosre ka kyu tariq baney.
fb.me/kanzul.imaan.group
0 comments:
Post a Comment