بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶Roze ke liye sehri karna baa barkat hai Sunnat hai beshumar fazilat hai magar yeh roza Sahih hone ki shart nahee! Agar kisiko Sehri karne ka mauka na mila to bagair sehri kiye roza rakh sakta hai.
▶Roza aur Iftaar mein uss jagah ka aitbaar hai jaha aadmi roza rakhte Aur iftaar ke waqt maujood ho.
▶Agar koi shakhs arab mulk se roza rakh kar hindustaan aaya to usse hind ke waqt ke mutabik iftaar karna hoga aur jo shakhs hind se roza rakh kar arab mulk gaya to usse waha ke gurub ke baad iftaar karna hoga. uske liye ab hind ke gurub ka aitbaar nahee.
# Raddul Mohtaar Jild, 2 Safah no. 419
fb.me/kanzul.imaan.group
http://kanzulimaan.blogspot.in

0 comments:
Post a Comment