بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶ Allah Subhan wa Ta'ala ne 17 ya 18 aayatien aapke daamane izzat ki baraat wa taharat aur jamaa'at munafiqeen ki majammat wa kahabasat mai nazil farmayi.
▶ Ummul momineen
Hazrate Aisha Siddiqa رضي الله عنها ki umr shareef 18 saal ki thi uss waqt Huzoor ﷺ ne zahiri wisaal farmaya.
▶ Ummul momineen
Hazrate Aisha Siddiqa رضي الله عنها ne baroz mangal 17 Ramzan san 58 hijri mein duniya se rahlat farmayi dusre qaul ke mutabik san 57 hijri ko.
▶ Ummul momineen
Hazrate Aisha Siddiqa رضي الله عنها ki namaze janaza Hazrate Abu Huraira رضي الله عنه ne parhayi.
▶ Ummul momineen
Hazrate Aisha Siddiqa رضي الله عنها ki wasiyat ke mutabik aapko Jannatul Baqi mein dafan kiya gaya.
▶ Aapki umr shareef 66 saal huwi.
# Madarij Jun Nabuwaah
# Khazainul Irfan
# Assdul gaaba
fb.me/kanzul.imaan.group
http://kanzulimaan.blogspot.in

0 comments:
Post a Comment