Sunday, February 21, 2016

Qurbani Ke Masail #522

SHARE
Qurbani Ke Masail #522.

بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllahﷺ

⏩ Qurbani ke jaanwar ya koi bhi halaal jaanwar ki woh cheezein ke kuch haraam Kuch mamnu Kuch makrooh hai unki tafseel.

▶ Ragon ka khoon.
▶ Pitta.
▶ Phukna masaana.
▶ Maadah ya nar hone nishani.
▶ Baide Kapoore.
▶ Guduud.
▶ Haraam magaz.
▶ Gardan ke do putthe jo shaano khiche hote hai.
▶ Gosht ka khoon ke zabah hone ke baad nikalta hai.
▶ Dil ka khoon.
▶ Peet wo pila paani jo pitte mein hota hai.
▶ Naak ki ratubat reenth.
▶ Paakhaane ka maqaam.
▶ Ojhadi.
▶ Aantein.
▶ Nutfaa manee.
▶ Woh nutfa jo khoon ho gaya.
▶ Woh nutfaa jo gosht ka lothda ho gaya.
▶ Woh nutfaa ke poora jaanwar ban gaya aur murda nikla ya zabah kiye bagair mar gaya.

To Be Continued...

0 comments:

Post a Comment