Thursday, March 19, 2015

Islamic Knowledge 58

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ

شب جمعہ کا درود

اللهم صل وسلم
وبارك علی سيدنا
ومولانا محمد
النبی الامي الحبيب
العالی القدرالعظيم
الجاه. وعلی آله واصحابه وبارك وسلم

"Allahumma Salli Wa Sallim Wa Baarik Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadinin Nabiyyil Ummiyyil Habeebil Aalil Qadril Azeemil Jaahi Wa'Ala Aalihi Wasahbihi Wa sallim"

Buzurgaane deen farmate hai jo shakhs yeh darood shareef  shab e jummah(jumeraat o jummah ke darmiyani raat) ko kam az kam ek martaba padhey..
Fazilat - Inteqal ke waqt woh  shakhs Huzoor Shafi e Mehshar ki ziyarat se musharaf hoga. Aur qabr me daakhil hote waqt bhi aur yaha tak iss Darood shareef padhne ki fazilat hai ke padhne wala dekhega ke Huzoor e Akram ussey apne haathon se qabr me rakh rahey hai..

(Afdal us salawat ala sayyidis sadat page no - 151.)

0 comments:

Post a Comment